Jugalbandi -1

Sawal sare bahut pehle bhula chuka hun main

Zindagi jeene ka nazariya swar chuka hun main

Mohabbat yun sadkon pe milti to koi musafir tanha na hota

Tum jahan ke raston ke konon ki baat kar rahe ho,

Vo desh hi kab ka chhod ke ja chuka hun main. 




In reply to Ashif's: 


Rahne de kuch sawal unsuljhe

Ki har sawal ka tu jawab mat dhoond

Bojhil nahi hai ye zindagi meri jaan

do kadam tu aage badh -2 

Kisi Kone pe khada hoga tera mahboob 

nazren ghuma

ja ja ke us se mil.



Comments

Popular posts from this blog

Tera gum

समन्दर